The Lockdown Rap lyrics ft Ashish Chanchlani and Indian YouTubers.


Song: The Lockdwon Rap
Singer: SSD Music
Lyrics:Kunal Chhabhria and Anmol Sachar
video:Indian Youtuber
Lable: Ashish Chanchlani 
Pada hun Aaise ghar pe
Kuch na mujhko sujta
Khabhi kapado see
To kabhi bartano se hu jhujta
Lockdown mein bhi
Tu sadak ke beech mein
Na mana jo tu pyar se
Padenge dande khech ke
Hath mein hai lathi
Vardi ka bhi maan hai
Surakshit apna desh
Khatre mein inki jaan hai
Hath mein sabke
Desh ko bachana hai
Jaisa pehle desh apna
Vaisa phir banana hai
Karta kam ghar pe
Gum hai kis bat ka
Bimari failane mein
Laparwahi ka hi hath tha
Mein to sheer hu
Shikanje mein na aunga
Ehi tera bharm kasamse
Bat meri maan na
Ek taraf lage hai sab
Khoj vaccine ke
Baki sabka kaam ek
Gharpe baithe scene dekh
Sun rahe jo mujhko
Meri darkhwast unse
Isse ladanaa ek banke
Kyuki desh juda hai tumsee
Gaur karlo meri baton pe tum dhyan do
Afawaoo se bhara whatsapp news dekho gyan lo
Chilao zor se uthao apna hath tum
Apne hindustaan se hataaye iss haiwaan ko
Haiwaan ko, hanji haiwaan ko
Apne hindustan se hataye is haiwaan ko
Haiwaan ko, hanji haiwaan ko
Apne hindustan se hataye is haiwaan ko
Haiwaan ko, hanji haiwaan ko
Apne hindustan se hataye is haiwaan ko
Haiwaan ko, hanji haiwaan ko
Apne hindustan se hataye is haiwaan ko
Haiwaan ko, hanji haiwaan
Apne hindustan se hataye is haiwaan ko kya